Gabbar – Kitne Admi the?
Kalia – Sarkar 2
Gabbar – Mujhe ginti nahi Aati,2 kya hota hai?
Kalia – 2, 1 ke Baad Aata hai.
Gabbar – Or 2 k pehle?
Kalia – 2 k pehle 1 Aata hai.
Gabbar – To bich me kaun Aata hai?
Kalia – Bich me koi nahi Aata
Gabbar – To fir Dono ek sath Q nahi Aate?
Kalia – 2, 1 k baad hi aa sakta haiQ ki 2,1 se bada hai..
Gabar – 2, 1 se Kitna bada hai?
Kalia – Kutte…! goli marni hai to mar de,
Tera namak khaya hai,CHAWANPRASH Nahi