Funny Baniya Husband Wife Hindi Jokes

(Baniye ki beti ban­than kar bahar jati hai)
Baniya : lagta hai hamari beti ka kisi ladke ke sath pyar ka chakkar chal raha hai.
Biwi : kaise pata?
Baniya : Aaj ­kal pocket money nahi mangti hai..
Biwi : He bhagwan…….. iska matlab ladka baniya bhi nahi hai..