Raja Rani Funny Hindi Jokes

Raja or Rani ne fix kiya ki ab bat Mobile se nahi
Kabutar se karenge…
1 din Rani ne bina khat k kabutar uda diya…
Raja bola : Ye kya??
Rani boli miss call yaar…